SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafaa-kesho.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vafaa-kesho.n"
Ghazal
ab to allaah nigahbaa.n hai vafaa kesho.n kaa
choT khaa.ii hai kuchh aisii ki dikhaa bhii na sakuu.n
Nazish Sahsarami
Ghazal
ham vafaa-kesho.n kaa iimaa.n bhii hai parvaana-sifat
sham-e-mahfil jo vo kaafir na rahaa aur sahii
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
ham vafaa-kesho.n ke dam se hai ye satvat ye uruuj
aap ke ham hai.n to ye jaah-o-hasham aap ke hai.n
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
Birj Lal Raana
MORE MATCHES FOR "vafaa-kesho.n"
Nazm
aatish-e-KHamosh
pindaar-e-KHudii hai aziiz un ko to hame.n kiyaa
ham ishq ke bande hai.n vafaa-kesh-o-vafaa-kosh
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Kulliyat
nazar kinho.n ne na kii haal-e-'miir' par afsos
Gariib-e-shahr-e-vafaa thaa vo KHaak-e-paa teraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mehnat-kasho.n ko bhuuk hii KHairaat me.n milii
ravaaq ban ke rizq-e-vafaa kaun le gayaa
Khalid Raheem
Ghazal
mehnat-kasho.n ko bhuuk hii KHairaat me.n milii
razzaaq ban ke rizq-e-vafaa kaun le gayaa
Khalid Raheem
Ghazal
kaif-e-hayaat tere sivaa kuchh nahii.n rahaa
terii qasam hai tujh se judaa kuchh nahii.n rahaa
Iqbal Kaifi
Ghazal
ain-mumkin hai kisii tarz-e-adaa me.n aa.e
qissa-e-dard-e-vafaa saut-o-sadaa me.n aa.e
Aslam Ansari
Ghazal
kitne hasiin KHvaab haqiiqat-pasand hai.n
kitne tasavvuraat nigaaho.n me.n band hai.n