SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaadgaar-e-bazm-e-viiraan-e-bahaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yaadgaar-e-bazm-e-viiraan-e-bahaar"
Ghazal
vo 'umr 'bazm' ki jis kaa suraaG hii na milaa
us umr-e-rafta kii ik yaadgaar dil hii to hai
Bazm Ansari
Ghazal
ausaaf-e-qad-e-yaar bhii mauzuu.n karo ai 'bazm'
kyo.n nuur kaa misraa rahe diivaan se baahar
Aashiq Husain Bazm Afandi
Sher
viiraan zindagii ke ye lamhe ajiib hai.n
bazm-e-tarab me.n dhuum hai furqat dhamaal se
Baharunnisa Bahar
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "yaadgaar-e-bazm-e-viiraan-e-bahaar"
MORE MATCHES FOR "yaadgaar-e-bazm-e-viiraan-e-bahaar"
Ghazal
be-shak huzuur saaqii-e-bazm-e-bahaar hai.n
lekin KHud apnii tishna-labii bhii nibhaa.iye
Salam Machhli shahri
Ghazal
bazm-e-bahaar-e-kunj-e-haram sehn-e-mai-kada
diivaangii ne hashr uThaa.e kahaa.n kahaa.n
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
suunii hai bazm-e-aalam-e-imkaa.n tire baGair
duniyaa kisii Gariib kii viiraa.n tire baGair
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
bazm-e-nashaat-o-aish kaa saamaa.n liye hu.e
aa.ii sabaa bahaar-e-gulistaa.n liye hu.e
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
tere aane se bahaar aa.ii hai bazm-e-dahr me.n
aur qayaamat hai tire aa kar chale jaane kaa naam