SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaadgaar-e-bazm-e-viiraan-e-bahaar"
Ghazal MATCHES FOR "yaadgaar-e-bazm-e-viiraan-e-bahaar"
Ghazal
vo 'umr 'bazm' ki jis kaa suraaG hii na milaa
us umr-e-rafta kii ik yaadgaar dil hii to hai
Bazm Ansari
Ghazal
ausaaf-e-qad-e-yaar bhii mauzuu.n karo ai 'bazm'
kyo.n nuur kaa misraa rahe diivaan se baahar
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
be-shak huzuur saaqii-e-bazm-e-bahaar hai.n
lekin KHud apnii tishna-labii bhii nibhaa.iye
Salam Machhli shahri
Ghazal
bazm-e-bahaar-e-kunj-e-haram sehn-e-mai-kada
diivaangii ne hashr uThaa.e kahaa.n kahaa.n
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
suunii hai bazm-e-aalam-e-imkaa.n tire baGair
duniyaa kisii Gariib kii viiraa.n tire baGair
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
bazm-e-nashaat-o-aish kaa saamaa.n liye hu.e
aa.ii sabaa bahaar-e-gulistaa.n liye hu.e
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
tere aane se bahaar aa.ii hai bazm-e-dahr me.n
aur qayaamat hai tire aa kar chale jaane kaa naam
Najma Jafari
Ghazal
ho nahii.n saktii charaaGo.n se havaa kii dostii
fikr-e-nau bazm-e-lab-o-ruKHsaar se baahar nikal
Altamash Abbas
Ghazal
phir fasl-e-bahaar aa.ii parinde nahii.n aa.e
viiraan abhii tak mire aa.ngan kaa shajar hai
Tasleem Ilahi Zulfi
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Haneef akhgar
Ghazal
fasl-e-bahaar aa ga.ii phir bazm-e-yaar me.n
kis kis adaa se dekh machalne lagii hai shaam
Mir Sajjad
Ghazal
yaad-gaar-e-harm-o-dair hai TuuTaa hu.aa dil
shahr viiraan hu.aa ek ye ghar baaqii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
rang-e-bahaar bazm-e-suKHan par nisaar hai
dekho kahii.n vo 'ahsan'-e-rangii.n-bayaa.n na ho
Muhammad Hasan Ahsan Maliganvi
Ghazal
kaif-e-bahaar bazm-e-tarab raqs-e-jaam-e-mai
kis kaam ke hai.n dil hii agar mutma.in nahii.n
Maikash Badayuni
Ghazal
ho ga.ii viiraa.n vo bazm-e-mai-kada
daur-e-saaGar kaa zamaana ho chukaa