SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaar-e-yaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yaar-e-yaar"
Rekhti
rakkhaa hai jaise sog dogaanaa ne yaar kaa
missii kii kuchh havas hai na kuchh paan kii havas
Meer Yaar Ali Jaan
Rekhti
cha.ngez-KHaa.n se kam nahii.n KHuu.n-KHvaar kaa mizaaj
dushman kaa ho na jo hai mire yaar kaa mizaaj
Meer Yaar Ali Jaan
Rekhti
mailaa ho yaa kuchailaa ho de jaa.e hai mazaa
hai vaz.a-daar kii na tarah-daar kii talaash
Meer Yaar Ali Jaan
Sher
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
PAGE MATCHES FOR "yaar-e-yaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "yaar-e-yaar"
Ghazal
yaar mujh ko dekh zaa ronaa to un saa hijr me.n
mushfiqaana kuchh nasiihat jabki farmaane lage
Rangin Saadat Yaar Khan
Rekhti
ye mere yaar ne kyaa mujh se bevafaa.ii kii
mile na phir kabhii jis din se aashnaa.ii kii
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
baGair saaGar o yaar-e-javaa.n nahii.n guzre
hamaarii umr ke din raa.egaa.n nahii.n guzre
Sirajuddin Zafar
Nazm
kaun le gaya
ai yaar-e-dil-nashii.n vo adaa kaun le gayaa
tere nagii.n se naqsh-e-vafaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Ghazal
jamaal-e-yaar se raushan hu.ii mirii duniyaa
vo chamkii dil me.n kiran maahtaab se pahle
A G Josh
Ghazal
muhaal thaa ki ham ai 'josh' zinda rah sakte
firaaq-e-yaar me.n ik roz mar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
KHaaliq se du'aa ye hai ki yaa-rab kahii.n jaldii
vo parda-nashii.n yaar-e-tarah-daar KHabar le
Sabir Rampuri
Ghazal
tuu vafaadaar hai ai yaar-e-janaa-kaar ki tuu
mai.n vafaadaar huu.n ai yaar-e-hibaa-e-kaar ki tuu
