SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaar-e-yaar"
Nazm MATCHES FOR "yaar-e-yaar"
Nazm
kaun le gaya
ai yaar-e-dil-nashii.n vo adaa kaun le gayaa
tere nagii.n se naqsh-e-vafaa kaun le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
chaar fitne
chaar fitne nahii.n hai.n ye hai.n chaar yaar
in se apne ufuq ko lage chaar chaa.nd
Aale Ahmad Suroor
Nazm
wardat
dil-e-hazii.n me.n abhii yaad-e-yaar baaqii hai
KHizaa.n-rasiida chaman me.n bahaar baaqii hai
Mehdi Machli Shahri
Nazm
KHusha zamanat-e-gham
dayaar-e-yaar tirii joshish-e-junuu.n pe salaam
mire vatan tire daamaan-e-taar-taar kii KHair
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ruKH-e-yar idhar dekh zara
mere KHvaabo.n ko haqiiqat kar de
ai ruKH-e-yaar idhar dekh zaraa
Salman Basit
Nazm
ai baad-e-saba chal
kuchh tazkira-e-yaar-e-dil-aaraam kare.nge
ra.ngiin har ik sub.h har ik shaam kare.nge
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
agar yahi hai shaeri to shaeri haram hai!
jamaal-e-yaar-o-juu.ebaar-o-jaam par nigaah hai
ba-naam-e-bandagii butaan-e-baam par nigaah hai
Mohsin Bhopali
Nazm
mahatma-gandhi
usii ko ghere amiir-o-Gariib rahte hai.n
nadiim-o-muunish-o-yaar-o-habiib rahte hai.n
Bismil Allahabadi
Nazm
zindan ki ek sham
lahlahaate hai.n jis tarah dil me.n
mauj-e-dard-e-firaaq-e-yaar aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
payaam-e-diida-e-afsaana-kaar chho.D gayaa
hikaayat-e-KHam-e-gesuu-e-yaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
ye kas dayaar-e-adam me.n muqiim hai.n ham tum
jahaa.n pe muz.daa-e-diidaar-e-husn-e-yaar to kyaa