SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-baargii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yak-baargii"
Sher
ishq us kaa aan kar yak-baargii sab le gayaa
jaan se aaraam sar se hosh aur chashmo.n se KHvaab
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
tumhaarii jeb bhii KHaalii tumhaare dil kii tarah
tumhe.n bhii fursat-e-yak-baargii ne kuchh na diyaa
Shaista Sahar
Nazm
akaD shah
thii us kii tabii.at me.n aavaargii
himaaqat vo kartaa thaa yak-baargii
Mohammad Osama Sarsari
BOOKS MATCHES FOR "yak-baargii"
MORE MATCHES FOR "yak-baargii"
Nazm
na-muradi ki ek nazm
jahaa.n tuu kha.Daa hai
mai.n yak-baargii us kii jaanib lapaktii huu.n
Neelam Malik
Nazm
faKHta ka rang zard tha
yak-baargii shajar kha.De qad se Dagmagaayaa
haalaa.nki fazaa bilkul saakit thii
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
ufuq pe rahtii nahii.n der tak chamak merii
shahaabii raushnii yak-baargii guzartii hai
Shahid Makuli
Ghazal
yak-baargii zamaane kii raftaar ruk ga.ii
bhuulaa hai vaqt aah guzarnaa tire baGair
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
ko.ii saa mo.aamla ho pahle chhaan liijiye
yak-baargii bha.Dak ke kabhuu kiijiye bhii na.i.n
nayan sukh
Ghazal
apnii aa.nkho.n me.n taraavaT aa ga.ii yak-baargii
dekh kar ye lahlahe poshaak dhaanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Kulliyat
kaisii kaisii sohbate.n aa.nkho.n ke aage se ga.ii.n
dekhte hii dekhte kyaa ho gayaa yak-baargii
Meer Taqi Meer
Nazm
ye rasta
to yak-baargii chau.nk kar... sab damakne lage hai.n
a.ndhere kii is hadd-e-imkaa.n talak
Sameena Raja
Ghazal
yak-baargii jo saamnaa un se kahii.n hu.aa
thaa husn-e-ittifaaq bahaana banaa liyaa
Sadiq Bajwa
Nazm
talabgar mard tha
jaise ye gardishe.n karte hu.e taare, ye chaa.nd
kurra-e-arz se yak-baargii Takraa.e.nge