SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-baargii"
Ghazal MATCHES FOR "yak-baargii"
Ghazal
tumhaarii jeb bhii KHaalii tumhaare dil kii tarah
tumhe.n bhii fursat-e-yak-baargii ne kuchh na diyaa
Shaista Sahar
Ghazal
ufuq pe rahtii nahii.n der tak chamak merii
shahaabii raushnii yak-baargii guzartii hai
Shahid Makuli
Ghazal
yak-baargii zamaane kii raftaar ruk ga.ii
bhuulaa hai vaqt aah guzarnaa tire baGair
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
ko.ii saa mo.aamla ho pahle chhaan liijiye
yak-baargii bha.Dak ke kabhuu kiijiye bhii na.i.n
nayan sukh
Ghazal
apnii aa.nkho.n me.n taraavaT aa ga.ii yak-baargii
dekh kar ye lahlahe poshaak dhaanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
yak-baargii jo saamnaa un se kahii.n hu.aa
thaa husn-e-ittifaaq bahaana banaa liyaa
Sadiq Bajwa
Ghazal
yak-baargii jo saamnaa un se kahii.n hu.aa
thaa husn-e-ittifaaq bahaana banaa liyaa
Sadiq Bajwa
Ghazal
'daa.uud' ta.ajjub hai ki vo yaar-e-vafaadaar
yak-baargii aashiq kuu.n faraamosh kiyaa hai
Mirza Daood Beg
Ghazal
jaatii hai guzar jii par us vaqt qayaamat sii
yaad aave hai jab teraa yak-baargii aa jaanaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yak-baargii to ab mujhe yaa-rab tuu phir basaa
kartaa hai ab KHudaa se ye fariyaad aagara
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo parde se nikal kar saamne jab be-hijaab aayaa
jahaan-e-ishq me.n yak-baargii ik inqalaab aayaa
Anwar Saharanpuri
Ghazal
le ga.ii dil ko kisii kii ik nigaah-e-avvalii.n
mai.n kisii ke husn par yak-baargii shaidaa hu.aa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
yak-baargii ye lutf-o-karam ho rahaa hai kyo.n
is tarah aap ham pe kabhii mehrbaa.n na the
Zia Karnatki
Ghazal
KHasta-e-diivaar-o-dar yak-baargii hilne lage
taaq thii viiraan lekin jagmagaahaT sii hu.ii
Zubair Shifai
Ghazal
mai.n taa.ir-e-vajuud yaa barg-e-KHayaal thaa
bas is qadar hai yaad ki mai.n Daal Daal thaa