SEARCH RESULTS
Showing search results for "yakh-zada"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yakh-zada"
Nazm
yaKH-zada ungliyan
yaKH-zada u.ngliyaa.n
tah-ba-tah barf kii chaadaro.n se ubhartii hu.ii
Mohammad Anvar Khalid
Ghazal
KHud apne sho.ala-e-parvaaz se jalte parinde
KHalaa-e-yaKH-zada me.n rah ke bhii sulge parinde
Kaif Ahmed Siddiqui
MORE MATCHES FOR "yakh-zada"
Ghazal
thaa chehra yaKH-zada jazbaat kii hasii.n tasviir
badan kashish kaa muraqqa.a saraab-aasaa thaa
Abrar Azmi
Ghazal
pa.Daa huu.n yaKH-zada sahraa-e-aagahii me.n hunuuz
mire vajuud me.n tho.Dii sii dhuup bhar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Nazm
musafir
na ko.ii qadr ho jin kii na ko.ii rusvaa.ii
mujhe bujhaa na sakii yaKH-zada havaa-e-shumaal
Mustafa Zaidi
Ghazal
is yaKH-zada fazaa me.n gar u.Dne kaa qasd hai
be-his ruto.n kii barf ko par se nikaalnaa
Hazin Ludhianvi
Ghazal
mai.n ek yaKH-zada maathe ko chuum kar dam-e-sub.h
tirii zamiino.n se guzruu.ngaa ai jahaan-e-KHaraab