SEARCH RESULTS
Showing search results for "za.iif"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "za.iif"
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
za.iif bargad ke haath me.n ra.asha aa gayaa hai
jaTaa.e.n aa.nkho.n pe gir rahii hai.n uThaa.e ko.ii
Gulzar
Ghazal
Gaalib ki deve quvvat-e-dil is za.iif ko
tinke ko jo dikhaave hai pal me.n pahaa.D kar
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "za.iif"
Ghazal
shikasta baal huu.n vo murG-e-naatavaa.n-o-za.iif
ki mai.n to mai.n na u.De mere aashiyaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
ibtidaa se ham za.iif o naa-tavaa.n paidaa hu.e
u.D gayaa jab rang ruKH se ustuKHvaa.n paidaa hu.e
Meer Anees
Ghazal
za.iif buu.Dhii jo pul par udaas baiThii hai
usii kii aa.nkh me.n likkhaa hai zindagii huu.n mai.n
Bashir Badr
Ghazal
ab mujh za.iif-o-zaar ko mat kuchh kahaa karo
jaatii nahii.n hai mujh se kisuu kii uThaa.ii baat
Meer Taqi Meer
Ghazal
za.iif baap kii KHidmat kii baat jab aa.ii
to mausamo.n kii tarah se pisar badalte rahe
Turab Akhtar Naqvi
Sher
ab mujh za.iif-o-zaar ko mat kuchh kahaa karo
jaatii nahii.n hai mujh se kisuu kii uThaa.ii baat