SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabaa.n-haa-e-laal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zabaa.n-haa-e-laal"
Ghazal
kis ko sunaa.uu.n hasrat-e-iz.haar kaa gila
dil fard-e-jama-o-KHarch zabaa.n-haa-e-laal hai
Mirza Ghalib
Ghazal
zaKHm-haa-e-dil ko un kii KHaak-e-paa yaad aa ga.ii
ishq ke aazaar kii aaKHir davaa yaad aa ga.ii
Prem Lal Shifa Dehlvi
Ghazal
Ejaz Warsi
Sher
kis gul ke tasavvur me.n hai ai laala jigar-KHuu.n
ye daaG kaleje pe uThaanaa nahii.n achchhaa
Bhartendu Harishchandra
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zabaa.n-haa-e-laal"
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
daastaano.n kii zabaa.n the barg-haa-e-KHushk-o-tar
aur ye zaalim havaa pe.Do.n ko nangaa kar ga.ii
Anees Ashfaq
Naat
mai.n mad.h-saraa josh-e-‘aqiidat se huu.n varna
ye merii zabaa.n aur suKHan-haa-e-madiina
Haqqi Hazeen
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shifa Gwaliari
Nazm
dawat-e-inqilab
vo KHaak ho ki jis me.n mile.n reza-haa-e-zar
vo sang ban ki jis se nikalte hai.n la.al-e-naab
Syed Wahidudeen Salim
Ghazal
ye kyaa ki laakh suKHan-haa-e-guftanii hai.n magar
vo saamne ho to phir kaam kii zabaa.n na samajh
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Sher
ye saazisho.n kaa daur hai ai tishna-lab hayaat
paanii talaash karnaa samundar ko chho.D kar
Wafa Naqvi
Ghazal
Raza Jaunpuri
Ghazal
mirii zabaa.n pe hai.n andesha-haa-e-naakaamii
samajh rahe hai.n vo dil me.n ki hiila-juu huu.n mai.n
Arzoo Lakhnavi
Kulliyat
parkaale aag ke the kyaa naala-haa-e-bulbul
shabnam se aable hai.n gul-barg sii zabaa.n par
