SEARCH RESULTS
Showing search results for "zafar-shaah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zafar-shaah"
Ghazal
do du.aa.e.n shaah ko jin ke zamaane me.n 'zafar'
vo paziiraa.ii hu.ii 'Gaalib' kaa har jauhar khulaa
Zafar Kaleem
Nazm
ek alamat
rag-e-jaa.n hogii to manTo kaa qalam likkhegaa
gopii-naath aur zafar-shaah ke jaise kirdaar
Mustafa Zaidi
Ghazal
jo ham pe shab-e-hijr me.n us maah-e-laqaa ke
guzre hai.n 'zafar' ranj-o-alam kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
shaad o KHurram ek aalam ko kiyaa us ne 'zafar'
par sabab kyaa hai ki hai ranjiida o naashaad tuu
Bahadur Shah Zafar
PAGE MATCHES FOR "zafar-shaah"
MORE MATCHES FOR "zafar-shaah"
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Sher
tum ne kiyaa na yaad kabhii bhuul kar hame.n
ham ne tumhaarii yaad me.n sab kuchh bhulaa diyaa
Bahadur Shah Zafar
Sher
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bismil Saeedi
Sher
hai.n jitne mohre yahaa.n saare piTne vaale hai.n
kise mai.n shah karuu.n apnaa kise Gulaam karuu.n
zafar iqbal zafar
Sher
na duu.ngaa dil use mai.n ye hamesha kahtaa thaa
vo aaj le hii gayaa aur 'zafar' se kuchh na hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Sher
ai vaa.e inqalaab zamaane ke jaur se
dillii 'zafar' ke haath se pal me.n nikal ga.ii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mausam to har ik shaaKH ke khulne kaa 'zafar' thaa
phir un pe ko.ii barg-o-samar kyuu.n nahii.n aayaa
zafar iqbal zafar
Sher
roz maamuura-e-duniyaa me.n KHaraabii hai 'zafar'
aisii bastii ko to viiraana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Sher
'zafar' badal ke radiif aur tuu Gazal vo sunaa
ki jis kaa tujh se har ik sher intiKHaab hu.aa