SEARCH RESULTS
Showing search results for "zakhm-e-khandaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zakhm-e-khandaa.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zakhm-e-khandaa.n"
Ghazal
itnaa ha.nsaa ki aa.nkh me.n aa.nsuu bhii aa ga.e
'KHandaa.n' kisii ko itnaa ha.nsaayaa na kiijiye
Kishan lal Khandaan Dehlvi
Ghazal
paimaane se paimaan-e-vafaa baa.ndh liyaa phir
TuuTii hu.ii 'KHandaa.n' kii qasam dekh rahe hai.n
Kishan lal Khandaan Dehlvi
Ghazal
hai chehra chehra vahii zaKHm-e-raa.egaa.n-hunarii
bikhar ga.e hai.n qalam ke shigaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
abhii ye zaKHm-e-masarrat hai naa-shagufta saa
chhi.Dak do mere kuchh aa.nsuu ha.nsii ke chehre par
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aah ko baad-e-sabaa dard ko KHushbuu likhnaa
hai bajaa zaKHm-e-badan ko gul-e-KHud-ruu likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo silsile bhii kitne dil-aavez the ki jo
zanjiir-e-paa se gesuu-e-KHamdaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
barsaa hai kis babuul pe abr-e-bahaar-KHez
itnaa haraa to zaKHm-e-tamannaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dilo.n ke zaKHm dahan me.n zabaa.n nahii.n rakhte
to kis se zaa.iqa-e-indimaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
jin pe baarish-e-gul hai un kaa haal kyaa hogaa
zaKHm khaane vaale bhii baaG baaG hai.n yaaro