SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-tajassus"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zauq-e-tajassus"
Ghazal
itnaa bhii ho na zauq-e-tajassus nigaah me.n
haa.il rahe.n KHud aap hamii.n apnii raah me.n
Shadan Indauri
Nazm
chakbast
jis ko na gavaaraa hu.aa kuchh apnaa taKHallus
ba.Dhtaa hii rahaa hamhama-e-zauq-e-tajassus
Fatima wasia Jayasi
Ghazal
vaqaar-e-zauq-e-tajassus pe harf aa.egaa
agar shariik-e-safar apne gumrahii na rahii
Shifa Gwaliari
Ghazal
Mukhtar Hashmi
MORE MATCHES FOR "zauq-e-tajassus"
Nazm
sar-e-tur
pii ke naakaamiyo.n kii sharaab-e-kuhan
apnaa zauq-e-tajassus javaa.n hai abhii
Ali Sardar Jafri
Ghazal
kyo.n na milne lage phir tumhaarii KHabar
meraa zauq-e-tajassus hai me.araaj par
Ghulam Mustafa Beg Sabir Barari
Ghazal
manzil kaa milnaa zauq-e-tajassus kii maut hai
achchhaa hai jo hayaat mirii kaamraa.n nahii.n
Ghani Ejaz
Ghazal
ib.haam kaa parda hai tashkiik kaa hai aalam
tum zauq-e-tajassus ko betaab hii rahne do
Zafar Hameedi
Ghazal
koshish to mire zauq-e-tajassus ne bahut kii
lekin kisii chehre se bhii chehra nahii.n utraa
Badr Muneer
Nazm
gham-e-jamhur
hamaare zauq-e-tajassus kii tishna-kaamii kaa
zamaana legaa sar-e-daar imtihaa.n ik din
Masood Akhtar Jamal
Ghazal
dil me.n hotaa na kabhii zauq-e-tajassus kaa hujuum
tujh se duniyaa me.n agar aur bhii chehre hote
Baldev singh Hamdam
Ghazal
us zauq-e-tajassus kii azmat ko KHudaa jaane
jo hadd-e-ta.ayyun se kuchh aage nikal jaa.e