SEARCH RESULTS
Showing search results for "zauq-e-tajassus"
Ghazal MATCHES FOR "zauq-e-tajassus"
Ghazal
itnaa bhii ho na zauq-e-tajassus nigaah me.n
haa.il rahe.n KHud aap hamii.n apnii raah me.n
Shadan Indauri
Ghazal
vaqaar-e-zauq-e-tajassus pe harf aa.egaa
agar shariik-e-safar apne gumrahii na rahii
Shifa Gwaliari
Ghazal
Mukhtar Hashmi
Ghazal
Shakeb Ghausi
Ghazal
kyo.n na milne lage phir tumhaarii KHabar
meraa zauq-e-tajassus hai me.araaj par
Ghulam Mustafa Beg Sabir Barari
Ghazal
manzil kaa milnaa zauq-e-tajassus kii maut hai
achchhaa hai jo hayaat mirii kaamraa.n nahii.n
Ghani Ejaz
Ghazal
ib.haam kaa parda hai tashkiik kaa hai aalam
tum zauq-e-tajassus ko betaab hii rahne do
Zafar Hameedi
Ghazal
koshish to mire zauq-e-tajassus ne bahut kii
lekin kisii chehre se bhii chehra nahii.n utraa
Badr Muneer
Ghazal
dil me.n hotaa na kabhii zauq-e-tajassus kaa hujuum
tujh se duniyaa me.n agar aur bhii chehre hote
Baldev singh Hamdam
Ghazal
us zauq-e-tajassus kii azmat ko KHudaa jaane
jo hadd-e-ta.ayyun se kuchh aage nikal jaa.e
Hairat bin Wahid
Ghazal
ye apne zauq-e-tajassus kii baat hai varna
vo be-suraaG lage hai na be-nishaan lage
Asar Ansari
Ghazal
kuchh aur zauq-e-tajassus ko murta.ish kar de
sukuu.n nazar ko na de qalb ko qaraar na de
Manzar Eijaz
Ghazal
miraa zauq-e-tajassus kaamgaar o kaamraa.n hogaa
daraaz ab kis liye daamaan-e-saahil hotaa jaataa hai
Bismil Dehlavi
Ghazal
zamaana laakh muKHaalif rahaa ba-faiz-e-talab
hamaare zauq-e-tajassus me.n kuchh kamii na hu.ii
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
vo ilm jis se zauq-e-tajassus kii maut ho
us ilm se to achchhaa hai laa-ilm hii raho