SEARCH RESULTS
Showing search results for "zeb-e-badan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zeb-e-badan"
Ghazal
ta.abiir jis kii zeb-e-nashaat-e-davaam ho
aisaa to ko.ii KHvaab-e-pareshaa.n nahii.n hu.aa
Zeb Bareilwi
Ghazal
u.D rahaa hai 'zeb' kii tahriir ke aaha.ng me.n
ye parinda hazrat-e-iqbaal kaa shaahiin hai
Aurang zeb
Ghazal
Aurang zeb
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zeb-e-badan"
Ghazal
parkaar chal rahii hai kahii.n gahrii nii.nd me.n
ai 'zeb' meraa haashiya-bii.n mahv-e-KHvaab hai
Aurang zeb
Ghazal
mazaaq-e-baada-noshii tishna-e-ehsaas hai saaqii
na.e andaaz se saaGar khanak jaa.e.n to achchhaa hai
Zeb Bareilwi
Ghazal
ho sakegii kis tarah sarf-e-qalam ruudaad-e-dil
ab bhii zer-e-Gaur surKHii Gam ke afsaane kii hai
Zeb Bareilwi
Ghazal
'zeb' kyaa hai ye nizaam-e-Gam-e-dauraa.n tauba
inqilaab-e-Gam-e-dauraa.n nahii.n dekhaa jaataa
Zeb Bareilwi
Ghazal
nazar-navaaz mazaaq-e-nazar na 'zeb' hu.aa
tire latiif ishaaro.n ne saath chho.D diyaa
Zeb Bareilwi
Ghazal
mashrab-e-husn ke unvaan badal jaate hai.n
maz.hab-e-ishq me.n iimaan badal jaate hai.n
Zeb Bareilwi
Ghazal
mere ilhaam-e-suKHan me.n faiz hai siimaab kaa
'zeb' bazm-e-sher me.n mumtaaz honaa chaahiye