SEARCH RESULTS
Showing search results for "zeb-e-badan"
Nazm MATCHES FOR "zeb-e-badan"
Nazm
parinde
saf baa.ndh ke u.Dte hai.n to insaan ko ai 'zeb'
tanziim ke aadaab sikhaate hai.n parinde
Zeb Usmania
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kha.Daa hai hausla-e-amn-o-aashatii le kar
na ko.ii KHod badan par na haath me.n shamshiir
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
terii nusrat ke liye aasmaa.n koshish maqsuud
silsile tere bane.n zeb-e-jahaan-e-faanii
Adil Mansuri
Nazm
aalam-e-tasawwur
ziinat-e-husn-o-zeb-e-aaraa.ish
taar-taar us kaa hai nazar-parvar
Rishi Patialvi
Nazm
shama
vo din ga.e ki qaid se mai.n aashnaa na thaa
zeb-e-daraKHt-e-tuur miraa aashiyaana thaa
Allama Iqbal
Nazm
andalib
ai andaliib-e-zeb-e-chaman ziinat-e-chaman
hamdam qalaq-nasiibo.n kii ulfat ke maaro.n kii
Azeemuddin Ahmad
Nazm
baz did
jabiino.n pe sajdo.n kii taabindagii thii
libaaso.n kii shaa.istagii zeb-e-tan thii
Zubair Rizvi
Nazm
dard ki mala
zeb-e-guluu un ke
jo aa.e hai.n masal kar phuul hii jaisaa hasii.n paikar
Rafiullah Mian
Nazm
zindagi
zeb-e-gulshan munhasir hai KHaar par
dard-e-dil par munhasir hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
aabu mein barsat
hai ye ra.ng-e-bahaar zeb-e-nazar
sabz jo.De kii yaa phaban hai ye