SEARCH RESULTS
Showing search results for "zisht"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zisht"
Nazm
saqi-nama
tuu hai faatah-e-aalam-e-KHuub-o-zisht
tujhe kyaa bataa.uu.n tirii sarnavisht
Allama Iqbal
Qadir Nama
saqf chhat hai sang patthar ii.nT KHisht
jo buraa hai us ko ham kahte hai.n zisht
Mirza Ghalib
Ghazal
isii ke faiz se aatish-kade hu.e gulzaar
isii ke lutf se har zisht ban gayaa ajmal
Ahmad Faraz
Ghazal
na KHuub o zisht na aib-o-hunar ko dekhte hai.n
ye chiiz kyaa hai bashar ham bashar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
MORE MATCHES FOR "zisht"
Ghazal
zisht aur KHuub ke maa-bain jalaayaa mai.n ne
jis gul-e-surKH ko thaa sho.ala-numaa ho jaanaa
Sarvat Husain
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
shar-pasando.n kii ri.aayat me.n faqiihaan-e-kiraam
zisht ko KHuub aur ravaa ko naaravaa karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
KHizaa.n ke dam se miTaa KHuub-o-zisht kaa jhag.Daa
chalo ye KHvaab hu.aa gal rahe na KHaar rahe
Yagana Changezi
Ghazal
gar kuchh ho dard aa.iina yuu.n charKH-e-zisht me.n
in suurato.n ko sirf kare KHaak-o-KHisht me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
naadaan e'tiraaz hai saane pe Gaur kar
bejaa hai imtiyaaz yahaa.n KHuub o zisht kaa