SEARCH RESULTS
Showing search results for "zisht"
Ghazal MATCHES FOR "zisht"
Ghazal
isii ke faiz se aatish-kade hu.e gulzaar
isii ke lutf se har zisht ban gayaa ajmal
Ahmad Faraz
Ghazal
na KHuub o zisht na aib-o-hunar ko dekhte hai.n
ye chiiz kyaa hai bashar ham bashar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
zisht aur KHuub ke maa-bain jalaayaa mai.n ne
jis gul-e-surKH ko thaa sho.ala-numaa ho jaanaa
Sarvat Husain
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
shar-pasando.n kii ri.aayat me.n faqiihaan-e-kiraam
zisht ko KHuub aur ravaa ko naaravaa karte rahe
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
KHizaa.n ke dam se miTaa KHuub-o-zisht kaa jhag.Daa
chalo ye KHvaab hu.aa gal rahe na KHaar rahe
Yagana Changezi
Ghazal
gar kuchh ho dard aa.iina yuu.n charKH-e-zisht me.n
in suurato.n ko sirf kare KHaak-o-KHisht me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
naadaan e'tiraaz hai saane pe Gaur kar
bejaa hai imtiyaaz yahaa.n KHuub o zisht kaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
Seemab Batalvi
Ghazal
Zameer Azhar
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
kaffaara-e-sharaab mai.n detaa huu.n naqd-e-hosh
sargarm huu.n talaafii-e-a.amaal-e-zisht me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
har gosha hai sukuun ke aab-e-baqaa se tar
baahar nikal ke dekh zaraa KHuub-o-zisht se
Nirmal Nadeem
Ghazal
Mirza Daood Beg
Ghazal
be-laag mai.n guzar gayaa har KHuub o zisht se
apnii nazar me.n zauq-e-tamaashaa liye hu.e
Hanson Rehani
Ghazal
bul-havas-e-zisht-ruu kartaa hai nit guftuguu
mard be-idraak suu.n KHuub nahii.n bolnaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
vo zisht-baKHt huu.n ki malaa.ek ko bhii mire
likhne kaa pesh aave jo kuchh kaam dosh par