SEARCH RESULTS
Showing search results for "la.ngot"
Mazahiya MATCHES FOR "la.ngot"
Mazahiya
baiThaa hu.aa thaa ghar me.n ki dastak kisii ne dii
dekhaa la.ngoT baa.ndhe hu.e maut hai kha.Dii
Saghar Khayyami
Mazahiya
ik aadmii ke vaaste patluun, shirt, coat
ik aadmii ke vaaste mumkin nahii.n la.ngoT
Saghar Khayyami
Mazahiya
ik chaukiidaar paas se guzraa jo naa-gahaa.n
dam kaa la.ngoT baa.ndh ke kutte hu.e ravaa.n
Furqat Kakorvi
Ghazal
la.ngoT tak bhii miraa le ga.e vo a.ngiyaa ko
luTaa huu.n aisaa ki ko.ii luTaa Gadar me.n nahii.n
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
naazuk-mizaaj aap qayaamat hai.n 'miir' jii
juu.n shiisha mere mu.nh na lago mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Geet
tum agar mujh ko apnaa samajhne lago
mai.n bahaaro.n kii mahfil sajaataa rahuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Quote
Saadat Hasan Manto
Nazm
hubb-e-watan
tum agar haath paa.nv rakhte ho
la.ng.De luulo.n ko kuchh sahaaraa do
Altaf Hussain Hali
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
aqliidas kii naapii jokhii
man bhar sone kii laagat sokhii
Akbar Allahabadi
Sher
asar ye tere anfaas-e-masiihaa.ii kaa hai 'akbar'
allahabad se la.ngDaa chalaa lahore tak pahu.nchaa
Akbar Allahabadi
Mazahiya
pariyo.n ke jis tarah se pare koh-qaaf par
ik long-on par thii to ik long-off par
Saghar Khayyami
Nazm
munajat-e-bewa
ai la.ng.De luulo.n ke sahaare
naatiyo.n se chhoTo.n ke naatii