SEARCH RESULTS
Showing search results for "'faazil'"
Ghazal MATCHES FOR "'faazil'"
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
Fazil Jamili
Ghazal
KHizaa.n kaa rang daraKHto.n pe aa ke baiTh gayaa
mai.n tilmilaa ke uThaa pha.Dpha.Daa ke baiTh gayaa
Fazil Jamili
Ghazal
maanaa sharaab piite hai.n to kyaa hu.aa miyaa.n
ya.anii ki aap kahte hai.n faazil na ho.nge ham
Muntazir Firozabadi
Ghazal
ham ne kisii kii yaad me.n aksar sharaab pii
pii kar Gazal kahii to mukarrar sharaab pii
Fazil Jamili
Ghazal
daastaano.n me.n mile the daastaa.n rah jaa.e.nge
umr buu.Dhii ho to ho ham naujavaa.n rah jaa.e.nge
Fazil Jamili
Ghazal
mahsuus jo hotaa hai dikhaa.ii nahii.n detaa
dil aur nazar me.n had-e-faazil to vahii hai
Nasir Kazmi
Ghazal
aaj tak jism miraa TuuT rahaa hai 'faazil'
mai.n ne dekhaa thaa kabhii niind kii haalat me.n use
Fazil Jamili
Ghazal
phailii shamiim-e-yaar mire ashk-e-surKH se
dil ko Gazab fishaar hu.aa pech-o-taab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
tum bhii to miyaa.n 'faazil' apnii hii tarah ke ho
dii.n-daar zamaane ke be-diin tabii.at ke
Fazil Jamili
Ghazal
milne kaa bhii aaKHir ko.ii imkaan banaate
mushkil thii agar ko.ii to aasaan banaate
Fazil Jamili
Ghazal
vo jaan le chuke.n to ko.ii un se puuchh le
ab to kuchh us Gariib pe faazil nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
tum ne puuchhaa hai to ahvaal bataa dete hai.n
varna chehre bhii mah-o-saal bataa dete hai.n
Fazil Jamili
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Raaz Dehalvi
Ghazal
mire vajuud ko parchhaa.iyo.n ne to.D diyaa
mai.n ik hisaar thaa tanhaa.iyo.n ne to.D diyaa