SEARCH RESULTS
Showing search results for "'jamaalii'"
Ghazal MATCHES FOR "'jamaalii'"
Ghazal
ashk piine ke liye KHaak u.Daane ke liye
ab mire paas KHazaana hai luTaane ke liye
Shakeel Jamali
Ghazal
khaane ko to zahr bhii khaayaa jaa saktaa hai
lekin us ko phir samjhaayaa jaa saktaa hai
Shakeel Jamali
Ghazal
mire nasiib kaa likkhaa badal bhii saktaa thaa
vo chaahtaa to mire saath chal bhii saktaa thaa
Shayar Jamali
Ghazal
log kahte hai.n ki is khel me.n sar jaate hai.n
ishq me.n itnaa KHasaara hai to ghar jaate hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
agar hamaare hii dil me.n Thikaanaa chaahiye thaa
to phir tujhe zaraa pahle bataanaa chaahiye thaa
Shakeel Jamali
Ghazal
ulTe siidhe sapne paale baiThe hai.n
sab paanii me.n kaa.nTaa Daale baiThe hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
faraaz-e-ishq terii intihaa nahii.n hu.e ham
kisii pe qarz the lekin adaa nahii.n hu.e ham
Shakeel Jamali
Ghazal
sab ke hote hu.e lagtaa hai ki ghar KHaalii hai
ye takalluf hai ki jazbaat kii paamaalii hai
Shakeel Jamali
Ghazal
dilo.n ke maabain shak kii diivaar ho rahii hai
to kyaa judaa.ii kii raah hamvaar ho rahii hai
Shakeel Jamali
Ghazal
chaahat kii lau ko maddham kar detaa hai
Dar jaataa hai milnaa kam kar detaa hai