SEARCH RESULTS
Showing search results for "'jijivishaa'"
Ghazal MATCHES FOR "'jijivishaa'"
Ghazal
vo bevafaa hai hame.n ye malaal tho.Dii hai
hame.n bhii raat din us kaa KHayaal tho.Dii hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
gar maante ho us ko KHudaa mutma.in raho
jo bhii milaa hai jitnaa milaa mutma.in raho
meenakshi jijivisha
Ghazal
agar na ro.e.n to aa.nkho.n pe bojh pa.Dtaa hai
kare.n jo girya to raato.n pe bojh pa.Dtaa hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
ruuh pahne ik badan se mar rahe hai.n
harf jo mere suKHan se mar rahe hai.n
meenakshi jijivisha
Ghazal
ye jo lauTii hai charaaGo.n ko bujhaa ke piichhe
hausle aur kisii ke hai.n havaa ke piichhe
meenakshi jijivisha
Ghazal
KHud-kushii lagtii hai aasaan yahii hotaa hai
ishq me.n aaKHirii nuqsaan yahii hotaa hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
hame.n to sirf yahii ik KHushii hai tho.Dii bahut
hamaarii us se jo vaabastagii hai tho.Dii bahut
meenakshi jijivisha
Ghazal
KHvaab ke paas hai.n ta.abiir se vaabasta hai.n
phir bhii ye faisle taqdiir se vaabasta hai.n
meenakshi jijivisha
Ghazal
shajar har ik harii gahrii qabaa pahne hu.e hai
nayaa mausam na.ii taaza havaa pahne hu.e hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
tumhaare hijr kaa manzar tamaam saamne hai
ab apnii umr-e-ravaa.n kii jo shaam saamne hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
jo chaahtii thii ye paagal havaa na hone diyaa
kabhii charaaG ko lau se judaa na hone diyaa