SEARCH RESULTS
Showing search results for "'mubiin'"
Ghazal MATCHES FOR "'mubiin'"
Ghazal
hairaan huu.n ki us ke muqaabil ho aa.iina
jo pur-Guruur khi.nchtaa hai maah-e-mubii.n se duur
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
uf vo aariz jis ke jalvo.n par fidaa mehr-e-mubii.n
aah vo lab jin ko dete hai.n mah o anjum KHiraaj
Anwar Sabri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
dekhe jaate hai.n faqat fat.h-e-mubii.n ke sapne
ja.ng me.n kaTte hu.e sar nahii.n dekhe jaate
Bilal Raaz
Ghazal
sho.ala charaaG me.n hai saudaa dimaaG me.n hai
saabit qadam huu.n ab tak diin-e-mubiin-e-dil par
Ahmad Javaid
Ghazal
ye bhii ik un kii nigaaho.n kaa karishma hai 'mubiin'
zindagii KHvaab kii suurat me.n nazar aatii hai
Syed Mubeen Alvi Khairabadi
Ghazal
jalaa diyaa hai ki is ne bujhaa diyaa hai mujhe
pa dil kii aag ne kandan banaa diyaa hai mujhe
Mubeen Mirza
Ghazal
KHushii se ziist kaa har dukh uThaa.e jaate hai.n
ham ahl-e-dil kii rivaayat nibhaa.e jaate hai.n
Mubeen Mirza
Ghazal
terii tanviir salaamat magar ai mahr-e-mubii.n
ghar kii diivaar pe yuu.n kis ne sajaayaa hai tujhe
Sahar Ansari
Ghazal
kabhii KHudaa kabhii KHud se savaal karte hu.e
mai.n jii rahaa huu.n musalsal malaal karte hu.e
Mubeen Mirza
Ghazal
ham-palla hu.e yaar kii afshaa.n se na 'raunaq'
chamkii to bahut kuchh sifat-e-mahr-e-mubii.n dhuup
Raunaq Tonkvi
Ghazal
na aah karte hu.e aur na vaah karte hu.e
jiye.nge zabt ko apnii panaah karte hu.e
Mubeen Mirza
Ghazal
Ahmad Shahryar
Ghazal
'mubiin' gulshan-e-hastii me.n aag bha.Dkii hai
junuun-e-shauq ne kyaa KHuub apnaa kaam kiyaa
Syed Mubeen Alvi Khairabadi
Ghazal
jaantaa huu.n ab yuu.nhii barbaad rakkhegaa mujhe
vo bhii lekin is bahaane yaad rakkhegaa mujhe
Mubeen Mirza
Ghazal
tirii bazm se jo uTh kar tire jaa.n-nisaar aa.e
dil o jaa.n kaa sab asaasa tire dar pe vaar aa.e
Mubeen Mirza
Ghazal
rah gayaa aaKHir sukuu.n-naa-aashnaa ho kar 'mubiin'
aahaTe.n hone lagii.n hai.n dard kii tere baGair