SEARCH RESULTS
Showing search results for "'nihaal'"
Ghazal MATCHES FOR "'nihaal'"
Ghazal
nihaal sabz rang me.n jamaal jis kaa hai 'muniir'
kisii qadiim KHvaab ke muhaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
asiir-e-KHaak mujhe kar ke tuu nihaal sahii
nigaah Daal ke to dekh zer-e-daam hai kyaa
Zeb Ghauri
Ghazal
bajaa ki KHvaab hai.n lekin bahaar kii rut me.n
ye tai hai ab ke hame.n bhii nihaal honaa hai
Wasi Shah
Ghazal
bahaar-e-rafta phir aa.ii tire tamaashe ko
chaman ko yumn-e-qadam ne tire nihaal kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
gul-haa-e-zaKHm se huu.n shahaadat-talab nihaal
taufiiq-e-KHair ho tirii talvaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
rone se jo bha.Daas thii dil kii nikal ga.ii
aa.nsuu bahaa.e chaar tabii.at sambhal ga.ii
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
hasii.n hai shahr to ujlat me.n kyuu.n guzar jaa.e.n
junuun-e-shauq use bhii nihaal kar jaa.e.n
Dil Ayubi
Ghazal
panaave be-gudaaz-e-mom rabt-e-paikar-aaraa.ii
nikaale kyaa nihaal-e-sham.a be-tuKHm-e-sharaar aatish
Mirza Ghalib
Ghazal
haath se zulf vo suljhaa.e.n to ho jaa.uu.n nihaal
dekh luu.n naKHl-e-tamannaa ke samar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
suKHan me.n sahl nahii.n jaa.n nikaal kar rakhnaa
ye zindagii hai hamaarii sambhaal kar rakhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
us ne dekhaa hii nahii.n qaamat-e-zebaa teraa
jo ye kahtaa ho ki gulshan me.n nihaal achchhaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
agar kaif-e-suKHan meraa nihaal-e-taak ko pahu.nche
suraahii shaaKH ban jaave sharaab anguur se Tapke