SEARCH RESULTS
Showing search results for "'sehr'"
Ghazal MATCHES FOR "'sehr'"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo sehr mudd.aa-talabii me.n na kaam aa.e
jis sehr se safiina ravaa.n ho saraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye shahr sehr-zada hai sadaa kisii kii nahii.n
yahaa.n KHud apne liye bhii du.aa kisii kii nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yahii atiyya-e-sub.h-e-shab-e-visaal hai kyaa
ki sehr-e-naaz-o-zadaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ejaaz hai kisii kaa yaa gardish-e-zamaana
TuuTaa hai asia me.n sehr-e-fira.ngiyaana
Allama Iqbal
Ghazal
hai.n sehr-e-musavvir me.n qayaamat nahii.n karte
ra.ngo.n se nikalne kii jasaarat nahii.n karte
Saqi Faruqi
Ghazal
ab nahii.n dil ko kisii suurat kisii pahluu qaraar
us nigaah-e-naaz ne kyaa sehr aisaa kar diyaa
Hasrat Mohani
Ghazal
mudda.ii basta-zabaa.n kyuu.n na ho sun kar mire sher
kyaa chale sehr kii jab saahib-e-ejaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
baat kii tarz ko dekho to ko.ii jaaduu thaa
par milii KHaak me.n kyaa sehr-bayaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
'momin' ba-KHudaa sehr-bayaanii kaa jabhii tak
har ek ko daavaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
ik baat me.n ho jaa.e musaKHKHar vo parii-ruu
suntaa hii nahii.n sehr-bayaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
kiijiye sehr-bayaanii se musaKHKHar kyuu.n-kar
kabhii suntaa nahii.n 'naasiKH' vo hamaarii baate.n