SEARCH RESULTS
Showing search results for "'shohrat'"
Ghazal MATCHES FOR "'shohrat'"
Ghazal
jiinaa vo kyaa jo ho nafas-e-Gair par madaar
shohrat kii zindagii kaa bharosaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
ek misra bhii jo zinda rahe kaafii hai 'sabaa'
mere har sher kii shohrat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
ham ko ma.aluum hai shohrat kii bulandii ham ne
qabr kii miTTii kaa dekhaa hai baraabar honaa
Munawwar Rana
Ghazal
mai.n ise shohrat kahuu.n yaa apnii rusvaa.ii kahuu.n
mujh se pahle us galii me.n mere afsaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
kuchh to ham KHud bhii nahii.n chaahte shohrat apnii
aur kuchh log bhii aisaa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
Shabeena Adeeb
Ghazal
ab to badnaamii se shohrat kaa vo rishta hai ki log
na.nge ho jaate hai.n aKHbaar me.n rahne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
shohrat kii bulandii bhii pal bhar kaa tamaashaa hai
jis Daal pe baiThe ho vo TuuT bhii saktii hai
Bashir Badr
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
mai.n ba.Dhaa.u.ngaa tirii shohrat-e-KHush-buu kaa nikhaar
tuu du.aa de mire afsaana-e-rusvaa.ii ko