SEARCH RESULTS
Showing search results for ",Nxst"
Ghazal MATCHES FOR ",nxst"
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
niist me.n hast kaa ehsaas dilaatii hu.ii aa.nkh
shor kartii hai ki hai kun-fayakuu.n hai yuu.n hai
Abbas Tabish
Ghazal
Iftikhar Mughal
Ghazal
tohmat-e-hast bhii ravaa haasil-e-niist bhii bajaa
haa.n mirii sarnavisht ke daaG miTaa rahe ho tum
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
mai.n niist aur nabuud kii ik kaifiyat me.n thaa
jab vahm-e-hast-o-buud me.n guu.ndhaa gayaa mujhe
Daniyal Tareer
Ghazal
niist rahte ham to ye saire.n kahaa.n se dekhte
ye faqat ehsaan hai us zaat-e-paak-e-mast kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
garche is buniyaad-e-hastii ke anaasir chaar hai.n
lekin apne niist ho jaane me.n sab naa-chaar hai.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
mai.n silsila huu.n tamaddun kii dhuup chhaa.nv kaa
ki hast-o-niist ke maabain ik mahaaz huu.n mai.n
Ram Parkash Rahi
Ghazal
zo'm KHud par ho to is baat se ibrat liijo
niist-o-naabuud hu.aa baaG-e-iram kaahe ko
Muskan Syed Riaz
Ghazal
Daalne do mujhe ashiyaa kii haqiiqat pe nazar
niist hotaa hai jo KHvaabo.n kaa nagar hone do
Shabnam Shakeel
Ghazal
Sara Salam
Ghazal
hastii-e-niist-numaa diida-e-hairaa.n samjhaa
tujh ko dauraan-e-baqaa KHvaab-e-pareshaa.n samjhaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
vahm hai hast bhii niist bhii vahm hai
diin-o-duniyaa kii har ik galii vahm hai