SEARCH RESULTS
Showing search results for ",QLFe"
Ghazal MATCHES FOR ",qlfe"
Ghazal
marne vaalo aa.o ab gardan kaTaa.o shauq se
ye Ganiimat vaqt hai KHanjar kaf-e-qaatil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kholii hai.n zauq-e-diid ne aa.nkhe.n tirii agar
har rahguzar me.n naqsh-e-kaf-e-paa-e-yaar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
ret hii ret hai is dil me.n musaafir mere
aur ye sahraa tiraa naqsh-e-kaf-e-paa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
yaa shab ko dekhte the ki har gosha-e-bisaat
daamaan-e-baaGbaan o kaf-e-gul-farosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'barq' uftaada vo huu.n saltanat-e-aalam me.n
taaj-e-sar ijz se naqsh-e-kaf-e-paa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taabish me.n apnii mahr-o-mah-o-najm se sivaa
jugnuu sii ye zamii.n jo kaf-e-aasmaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
mujh jism kii miTTii pe tire naqsh-e-kaf-e-paa
aur mai.n bhii ba.Daa KHush ki are kyaa hu.aa tuu hai
Abhishek Shukla
Ghazal
raah me.n aise nuquush-e-kaf-e-paa bhii aa.e
mai.n ne daanista jinhe.n gard-e-safar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
ki apne harf kii tauqiir jaantaa thaa 'faraaz'
isii liye kaf-e-qaatil pe sar usii kaa rahaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.ndhii chalii to naqsh-e-kaf-e-paa nahii.n milaa
dil jis se mil gayaa vo dobaaraa nahii.n milaa