SEARCH RESULTS
Showing search results for ",UIFi"
Ghazal MATCHES FOR ",uifi"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baaG paa kar KHafaqaanii ye Daraataa hai mujhe
saaya-e-shaaKH-e-gul af'ii nazar aataa hai mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
us kii kaakul hai burii maan kahaa ai af.ii
dekhiyo us se tuu kaa.ndhaa na raga.D kar chalnaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
af'ii kii tarah Dasne lagii mauj-e-nafas bhii
ai zahr-e-Gam-e-yaar bahut ho chukii bas bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
Aftab Shakeel
Ghazal
ek biimaar-e-judaa.ii huu.n mai.n aaphii tis par
puuchhne vaale judaa jaan ko khaa jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahu.nchaa thaa teG khii.nche mujh tak jo bole dushman
kyaa maartaa hai us ko ye aaphii mar rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kii aa.nkhe.n hai yaa aabaad ku.e.n hai 'aafii'
aab-e-Gam jin me.n musalsal hii bharaa rahtaa hai
Aftab Shakeel
Ghazal
zulfe.n chhuTii hu.ii hai.n jo chehre pe do taraf
lahraa rahe hai.n af.ii-e-pechaa.n idhar-udhar
Naseem Dehlvi
Ghazal
afsaana-go.ii af.ii-e-gesuu-e-yaar me.n
KHaamosh ho.n charaaG jo ham guftuguu kare.n