SEARCH RESULTS
Showing search results for ",kUsM"
Ghazal MATCHES FOR ",kusm"
Ghazal
jis kii KHushbuu se mahak jaa.e pa.Dosii kaa bhii ghar
phuul is qism kaa har samt khilaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
kisii ke saath nahii.n huu.n magar jamaal-e-ilaaha
tirii qism tire har mubtalaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
kyaa vo bhii be-gunah-kush o haq-naa-shanaas hai.n
maanaa ki tum bashar nahii.n KHurshiid o maah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
hiqaarate.n hii milii.n ham ko za.ng-aaluuda
dilo.n me.n yuu.n to ka.ii qism ke KHazaane the
Mohammad Alvi
Ghazal
ye to duniyaa hai sabhii qism ke hai.n log yahaa.n
har kisii ke liye tum aa.nkh bichhaayaa na karo
Shaukat Pardesi
Ghazal
saaqii bane hu.e hai.n vo saaGar shab-e-visaal
is vaqt ko.ii merii qism dekh jaa mujhe
Saghar Nizami
Ghazal
dilo.n se himmat-e-mardaa.n nikaal dete hai.n
ajiib qism ke hote hai.n buzdilii ke charaaG
Ali Afzal Jhanjhanvi
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
daad kar ai daad-gar ushshaaq-kush
tere aage tujh se fariyaadii hai.n ham
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
uj.De hu.e taaqo.n pe jamii gard kii tah me.n
ruu-posh hai.n kis qism ke asraar na samjho
Akhtar Bastavi
Ghazal
maut se vahshat hai logo.n ko mohabbat maal se
baa.ng-e-be-ha.ngaam hai kuus-e-rahiil-e-kaarvaa.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
be-vaj.h mujhe bevafaa kahte to ho lekin
tum par bhii isii qism kaa ilzaam bahut hai
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ham ka.ii qism ke lahjo.n ke bahut qaa.il hai.n
haa.n magar apnaa jo andaaz-e-suKHan rakkhaa hai