SEARCH RESULTS
Showing search results for ",tO5O"
Ghazal MATCHES FOR ",to5o"
Ghazal
mere jhuuT ko tolo bhii aur kholo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
mere jhuuT ko kholo bhii aur tolo bhii tum
lekin apne sach ko bhii miizaan me.n rakhnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
KHudaa ke vaaste is ko na Toko
yahii ik shahr me.n qaatil rahaa hai
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
phuul khile hai.n likhaa hu.aa hai to.Do mat
aur machal kar jii kahtaa hai chho.Do mat
Ameeq Hanafi
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
Naqsh Layalpuri
Ghazal
ye gho.nsle hai.n parindo.n ke un ko mat to.Do
unhe.n dobaara banaane me.n der lagtii hai
Sardar Khan Soz
Ghazal
javaab de ke na to.Do kisii Gariib kaa dil
balaa se ko.ii saraapaa umiid-vaar rahe
Yagana Changezi
Ghazal
der se so kar uThne vaalo ta.Dpo lekin shor na ho
tum ko haq hai aa.iino.n ko to.Do lekin shor na ho
Mohsin Asrar
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
dekho KHuluus-e-niyat jazbaat aur mohabbat
mat chaahato.n ko tolo sauGaat ke mutaabiq
Iftikhar Raghib
Ghazal
jiitnaa mere liye karb hu.aa jaataa hai
mere pindaar ko to.Do mujhe tasKHiir karo
Yasmeen Hameed
Ghazal
ju.Daa hai zaat se us kii har ek sher us kaa
jo pattaa shaaKH se to.Do lahuu nikaltaa hai
Zeb Ghauri
Ghazal
mohabbat ko na tolo mohabbat be-bahaa hai
mohabbat dil me.n gholo mohabbat to du.aa hai
Dua Ali
Ghazal
but-e-pindaar ko to.Do to ho dil paak 'jaliil'
tum KHudaa-KHaana banaa.o isii but-KHaane ko