SEARCH RESULTS
Showing search results for "آئندہ"
Ghazal MATCHES FOR "آئندہ"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak to jo qismat ne dikhaayaa vahii dekhaa
aa.inda ho kyaa nafaa o zarar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
haal mere liye hai lamha-e-aa.inda 'nushuur'
vaqt shaa.er ke liye pahle guzar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
aa.inda shaam ko ham royaa ku.Dhaa kare.nge
mutlaq asar na dekhaa naaliidan-e-sahar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
mai.n ne kal KHvaab me.n aa.inda ko chalte dekhaa
rizq aur ishq ko ik ghar se nikalte dekhaa
Azm Bahzad
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ab kuuch karo yaaro sahraa se ki sunte hai.n
sahraa me.n ab aa.inda mahmil nahii.n aane kaa
Jaun Eliya
Ghazal
ham be-KHudaan-e-mahfil-e-tasviir ab ga.e
aa.inda ham se aap me.n aayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Fahmida Riaz
Ghazal
umr-e-aa.inda ke KHvaabo.n ko pyaasaa rakkhaa
faasla paa.nv paka.Dtaa rahaa pahle pahle
Kishwar Naheed
Ghazal
biite dino.n kaa aks na aa.inda kaa KHayaal
bas KHaalii KHaalii aa.nkho.n se dekhaa kiyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
mustaqbil-e-insaan ne e'laan kiyaa hai
aa.inda se be-taaj rahegaa sar-e-daaraa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
haal me.n apne magan ho fikr-e-aa.inda na ho
ye usii insaan se mumkin hai jo zinda na ho
Suroor Barabankvi
Ghazal
ra.nj dil ko hai ki jii bhar ke nahii.n dekhaa tujhe
KHauf is kaa thaa jo aa.inda kabhii dekhnaa hai
Shahryar
Ghazal
Anwar Sadeed
Ghazal
gadaa-e-shahr-e-aa.inda tahii-kaasa milegaa
tajaavuz aur tanhaa.ii kii had par kyaa milegaa