SEARCH RESULTS
Showing search results for "آبیاری"
Ghazal MATCHES FOR "آبیاری"
Ghazal
tamaam-'umr guzaaruu.ngaa aabyaarii me.n
kuchh is tarah ki mai.n KHud ko haraa nahii.n rakhuu.ngaa
Abhishek Shukla
Ghazal
talKHi-e-kaam-o-dahan kii aabyaarii ke liye
daavat-e-shiiraaz-e-abr-o-baad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
jis shajar kii chhaa.nv ho 'maajid' zamaane ke liye
kaise hogii is shajar kii aabiyaarii siikh lo
Majid Deobandi
Ghazal
ham ne aabaadii-e-aalam pe nazar jab Daalii
dil kii duniyaa abhii viiraa.n hai ye ma.aluum hu.aa
Saba Akbarabadi
Ghazal
junuu.n kii aabiyaarii kar rahaa huu.n
mai.n vahshat KHud pe taarii kar rahaa huu.n
Kamran Adil
Ghazal
aa.nkh kahtii hai hame.n ab ashk-baarii chho.D de.n
aa.nsu.o.n se dil kii kaise aabyaarii chho.D de.n
Mannan Qdeer Mannan
Ghazal
taaza ho baaG-e-tamannaa aabiyaarii chaahiye
aaj to ai chashm-e-tar kuchh ashk-baarii chaahiye
Rasheed lakhnavi
Ghazal
adab ke daa.ere ko de dii vus.at saare aalam kii
ki us kii aabiyaarii kii baraa.e zindagii ham ne
Ghayas Anjum
Ghazal
chaman kii aabiyaarii KHuun se kartii raho 'maanii'
chaman ke KHushk hone se sabaa dam to.D detii hai
Imrana Mushtaq Mani
Ghazal
ye buzurgo.n kii ravaa-daarii ke pazhmurda gulaab
aabiyaarii chaahte hai.n in me.n chingaarii na rakh
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
mujhe to karnii pa.Dii aabyaarii-e-sahraa
magar nasiib me.n thii tishnagii samundar kii
Shaz Tamkanat
Ghazal
ashk bheje.n mauj ubhaare.n abr jaarii kiijiye
mehrbaa.n sail-e-balaa kii aabyaarii kiijiye
Ahmad Shahryar
Ghazal
aabiyaarii mai.n lahuu se kar rahaa
bin KHizaa.n ke gulsitaa.n meraa rahe
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
umiido.n ke pa.De the biij dil me.n
vahii.n par aabiyaarii chal rahii hai