SEARCH RESULTS
Showing search results for "آز"
Ghazal MATCHES FOR "آز"
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
bas-ki dushvaar hai har kaam kaa aasaa.n honaa
aadmii ko bhii muyassar nahii.n insaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ashko.n ko aarzuu-e-rihaa.ii hai ro.iye
aa.nkho.n kii ab isii me.n bhalaa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil nahii.n rahaa
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
arz-o-samaa kahaa.n tirii vus.at ko paa sake
meraa hii dil hai vo ki jahaa.n tuu samaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ye kah kah ke ham dil ko bahlaa rahe hai.n
vo ab chal chuke hai.n vo ab aa rahe hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ajab tarah ruKH-e-aa.indagii kaa rang u.Daa
dayaar-e-zaat me.n az-KHud guzashtagii hii rahii
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
us ke kuuche me.n hai nit suurat-e-bedaad na.ii
qatl har KHasta baa-andaaz-e-digar hotaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jab kabhii un kii tavajjoh me.n kamii paa.ii ga.ii
az-sar-e-nau daastaan-e-shauq dohraa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ijz-o-niyaaz apnaa apnii taraf hai saaraa
is musht-e-KHaak ko ham masjuud jaante hai.n