SEARCH RESULTS
Showing search results for "آلائش"
Ghazal MATCHES FOR "آلائش"
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
zamaana har chamaktii chiiz ko sonaa samajhtaa hai
hamaaraa mas.ala ye hai ki aaraa.ish nahii.n karte
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
thii saamne aalaa.ish-e-duniyaa kii bhii ik raah
vo KHuubi-e-qismat se zaraa chho.D ga.e ham
Jagan Nath Azad
Ghazal
ruuh raushan na hu.ii aur na dil hii bahlaa
vaqt barbaad kiyaa jism kii aaraa.ish me.n
Rahi Fidai
Ghazal
Zafar Hameedi
Ghazal
na hu.ii ruuh mukaddar kabhii aalaa.ish se
sho.ala har dam KHas-o-KHaashaak se uryaa.n niklaa
Vahshi Kanpuri
Ghazal
taa-shahr-e-adam ham ko mushkil nazar aataa hai
aalaa.ish-e-hastii se be-laag chale jaanaa
Waliullah Muhib
Ghazal
un aa.ngano.n me.n kitnaa sukuun o suruur thaa
aaraa.ish-e-nazar tirii parvaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
yuu.n hai ki ta.aaqub me.n hai aasaa.ish-e-duniyaa
yuu.n hai ki mohabbat se mukar jaa.e.nge ik din
Saqi Faruqi
Ghazal
mehv-e-aaraa.ish-e-ruKH hai vo qayaamat sar-e-baam
aa.nkh agar aa.iina hotii to nazaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
likh likh ke ashk o KHuu.n se hikaayaat-e-zindagii
aaraa.ish-e-kitaab-e-bashar kar rahe hai.n ham