SEARCH RESULTS
Showing search results for "اتحاد"
Ghazal MATCHES FOR "اتحاد"
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
maujo.n ke ittihaad kaa aalam na puuchhiye
qatra uThaa aur uTh ke samundar uThaa liyaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
نرالا سارے جہاں سے اس کو عرب کے معمار نے بنايا
بنا ہمارے حصار ملت کي اتحاد وطن نہيں ہے
Allama Iqbal
Ghazal
ye husn-o-ishq kaa hai ittihaad-e-yak-ra.ngii
vahii hai marzii-e-mahmuud jo ayaaz kare
Bedam Shah Warsi
Ghazal
tum ko nahii.n hai yaad abhii kal kii baat hai
baaham thaa ittihaad abhii kal kii baat hai
Nazar Barni
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai yuu.n to mere raqiibo.n me.n iKHtilaaf bahut
mire KHilaaf magar ittihaad kitnaa hai
Murtaza Barlas
Ghazal
dukhaa na dil ko sanam ittihaad rakhtaa huu.n
mujhe malaal hu.aa to tujhe malaal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
is daur-e-jahl me.n ye siyaasat fasaad hai
har suu hai iKHtilaaf kahaa.n ittihaad hai
Haidar raza Koralvi
Ghazal
nisbat hai jism o ruuh kii allaah-re ittihaad
sub.ha agar nahii.n hai to zunnaar bhii nahii.n
Habeeb Moosavi
Ghazal
nigaah o dil bhii qadam kii tarah milaa ke chale
kis ittihaad se raahii rah-e-vafaa ke chale
Nazeer Banarasi
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
har ek shaKHs muKHaalif hai zulm kaa 'haadii'
ye ittihaad ho ab taar taar mushkil hai
Mujahid Hadi
Ghazal
ittihaad-e-baahamii jab se nahii.n hai ai 'mayank'
kaarvaa.n ke saath miir-e-kaarvaa.n tanhaa lage
Mayank Akbarabadi
Ghazal
tuu de rahaa hai kahaa.n dars-e-ittihaad 'asar'
tiraa KHayaal faqat inqilaab jaisaa hai