SEARCH RESULTS
Showing search results for "اجرام"
Ghazal MATCHES FOR "اجرام"
Ghazal
zarro.n ko yahaa.n chain na ajraam-e-falak ko
ye qaafila be-taab kahaa.n garm-e-safar hai
Asghar Gondvi
Ghazal
hote idhar udhar to kidhar hotii kaa.enaat
kis ne falak pe rakkhe hai.n ajraam baa.ndh kar
Nasreen Syed
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
do ashk jaane kis liye palko.n pe aa kar Tik ga.e
altaaf kii baarish tirii ikraam kaa dariyaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikraam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHush hote hai.n par vasl me.n yuu.n mar nahii.n jaate
aa.ii shab-e-hijraa.n kii tamannaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ham ki ruuThii hu.ii rut ko bhii manaa lete the
ham ne dekhaa hii na thaa mausam-e-hijraa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
yaa-rab Gam-e-hijraa.n me.n itnaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar par hai vo dast-e-du.aa hotaa
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
kis shabaahat ko liye aayaa hai darvaaze pe chaa.nd
ai shab-e-hijraa.n zaraa apnaa sitaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
mar chuk kahii.n ki tuu Gam-e-hijraa.n se chhuuT jaa.e
kahte to hai.n bhale kii va-lekin burii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
kis ke tavaaf me.n the aur ye din aa ga.e hai.n
kyaa KHaak thii ki jis ko ehraam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
aah taskiin bhii ab 'saif' shab-e-hijraa.n me.n
aksar auqaat ba.Dii der ke baa'd aa.ii hai