SEARCH RESULTS
Showing search results for "احمق"
Ghazal MATCHES FOR "احمق"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
qad me.n to kar chukaa thaa vo ahmaq baraabarii
majbuur sarv ko tirii raftaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ahmaq nahii.n ki samjhe.n buraa vaqt Tal gayaa
kuchh roz ke liye jo ye mausam badal gayaa
Mahesh Janib
Ghazal
lo saahab aaftaab kahaa.n aur ham kahaa.n
ahmaq bane.n ham is ko na samjhe.n agar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ahmaq bashar misaal bhii kutte kii laa.egaa
hogaa jahaa.n-jahaa.n bhii jahaa.n me.n vafaa kaa zikr
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Kamal Kataria Karan
Ghazal
fareb-e-mudda.ii khaate hai.n kab ham
magar samjhaa hai vo ahmaq kisii ko
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
loTte hai.n is adaa-o-naaz par aur Gash me.n ham
the vo ahmaq jo ki terii khaa ke Thokar uTh ga.e
Meer Hasan
Ghazal
mujh ko ma.aluum hai girdaab-e-nazar kaa dhokaa
jo bhii ahmaq hai vo betaab hu.aa jaataa hai
Kausar Mazhari
Ghazal
'taabaa.n' ye Gazal ahl-e-shu.uuro.n ke liye hai
ahmaq na ko.ii samjhe to jaane miraa dhandas
Taban Abdul Hai
Ghazal
sab se ahmaq hai vo naadaan bhii diivaana bhii
jis ko lagtaa hai ki rakhtaa hai vo daanaa.ii bahut