SEARCH RESULTS
Showing search results for "احکام"
Ghazal MATCHES FOR "احکام"
Ghazal
salb-e-biinaa.ii ke ahkaam mile hai.n jo kabhii
raushnii chhuune kii KHvaahish ko.ii shab-zaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
likhaa kare ko.ii ahkaam-e-taala-e-mauluud
kise KHabar hai ki vaa.n jumbish-e-qalam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
har jazba-e-betaab ke ahkaam hazaaro.n
har lamha-e-be-KHvaab ke israar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Gam-e-hayaat kii ta.aliim-o-tarbiyat ke liye
tirii nigaah ke ahkaam lete rahte hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ishq vaale to uThaate hii nahii.n apnii nigaah
husn ko husn ke ahkaam se pahchaante hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
zulm aur jabr ke ahkaam se KHaamosh magar
mohr paimaan-e-mohabbat kii lagaa.e hu.e ho.nT
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
inqalaab aa.e to phir himmat-e-mardaa.n kii qasam
vaqt kii vaqt ke ahkaam se baate.n ho.ngii
Noor Mohammad Noor
Ghazal
is kaa ye taqaazaa hai ki ahkaam bajaa laa.e.n
jis husn kaa sarkaar ke naukar bhii nahii.n ham
Iqbal Sajid
Ghazal
jin kaa saaya maa.o.n kii aaGosh se kuchh kam na thaa
qatl ke ahkaam hai.n ab un daraKHto.n ke liye
Saleem Betab
Ghazal
de to sakte hai.n sabhii jaan KHudaa kii KHaatir
par KHudaavand ke ahkaam nahii.n jaante hai.n
Zeeshaan sajid
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
ahkaam yahaa.n dil ke hii chalte hai.n kam-o-besh
ye ishq hai is kii ko.ii kaabiina nahii.n hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
vo aur ho.nge jo sahraa me.n paa-ba-jaulaa.n hai.n
mujhe to shahr ne ahkaam par lagaayaa hu.aa hai