SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارتھی"
Ghazal MATCHES FOR "ارتھی"
Ghazal
rahe.n arthii se baahar haath us kaa qaul hai ye
na kuchh bhii saath jaa.egaa sikandar jaantaa hai
Amit Ahad
Ghazal
kal arthii ke niiche se pa.Daa mujh ko guzarnaa
khaDDaa mire piichhe thaa to khambaa mire aage
T N Raaz
Ghazal
aulaad kii arthii ko.ii kandho.n pe uThaa.e
qismat kii ko.ii is se ba.Dii maar nahii.n hai
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
Seema Gupta
Ghazal
aulaad kii arthii ko.ii kandho.n pe uThaa.e
qismat kii ko.ii is se ba.Dii maar nahii.n hai
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
ye shash-jihat hai tire qaatilo.n kaa des to phir
tire KHuluus kii arthii kidhar ga.ii hogii
Daur Afridi
Ghazal
khanakte sikko.n kii arthii jahaa.n se guzrii hai
Gariibii kaasa liye phir vahaa.n se guzrii hai
Qazi Syed Muhi Ahfaz Shaji
Ghazal
merii haalat pe bahut aap ha.nsaa karte the
dekhiye hai mirii arthii me.n sajaavaT kitnii
Vipin Suneja Shayeq
Ghazal
aa.nkh se niklii tab mujh ko maa'luum hu.aa
KHvaab kii arthii paanii jaisii hotii hai
Gaurav Trivedi
Ghazal
KHud kii arthii uThaa ke kaa.ndhe par
KHair tanhaa hii chal rahaa huu.n mai.n
Deepak Ghazipuri
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ab kyaa hai arth-hiin sii pustak hai zindagii
jiivan se le gayaa vo ka.ii din nikaal ke
Krishn Bihari Noor
Ghazal
raah me.n merii agar aa.e to mar jaa.e.nge aap
kyaa mujhe yuu.n hii nazar-andaaz kar jaa.e.nge aap
Irtiza Nishat
Ghazal
idhar udhar ke havaalo.n se mat Daraa.o mujhe
sa.Dak pe aa.o samundar me.n aazmaa.o mujhe
Irtiza Nishat
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chyuu.nTii se siikh le.nge hunar us ke baa'd kyaa
jaataa rahegaa haathii kaa Dar us ke baa'd kyaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
jaavedaa.n hai KHaamoshii be-karaa.n hai KHaamoshii
lafz gar sitaare hai.n aasmaa.n hai KHaamoshii