SEARCH RESULTS
Showing search results for "اسم_بامسمیٰ"
Ghazal MATCHES FOR "اسم_بامسمیٰ"
Ghazal
ham baa.nsurii par maut kii gaate rahe naGma tiraa
ai zindagii ai zindagii rutba rahe baalaa tiraa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
sab sochte rahe ki mohabbat hii chho.D dii
pak.Daa gayaa vo krishn usii baa.nsurii ke saath
M.S Mahawar
Ghazal
aaGosh me.n T.V kii har shaam karo kaalii
har sub.h isii baasii aKHbaar se sar pho.Do
Saurabh Shekhar
Ghazal
udaas raato.n me.n aavaara-gard banjaare
haTaa le.n baa.nsurii ho.nTo.n se aur gaa.e.n use
Abdullah Kamal
Ghazal
zaraa sii der jale jal ke raakh ho jaa.e
vo raushnii de bhale jal ke raakh ho jaa.e
Ammar Iqbal
Ghazal
zaKHmo.n ke na.e phuul khilaane ke liye aa
phir mausam-e-gul yaad dilaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
ahl-e-duniyaa ko agar mujh se shikaayat hai to hai
haq-parastii is zamaane me.n baGaavat hai to hai
Zaki Hashmi
Ghazal
Sher Afzal Jafri
Ghazal
Talib Johari
Ghazal
gahre suro.n me.n arz-e-navaa-e-hayaat kar
siine pe ek dard kii sil rakh ke baat kar
Majeed Amjad
Ghazal
tumhaare shahr me.n thaa bhii to ik musaafir mai.n
so thak ke baiTh gayaa raaste me.n aaKHir mai.n
Zafar Zaidi
Ghazal
tumhe.n lagtii hai duniyaa ajnabii kyaa
tabii.at ho ga.ii hai falsafii kyaa
Nalini Vibha Nazli
Ghazal
dast-e-qudrat kaa karishma ise samjhe.n varna
KHaar aur gul me.n bhalaa baahamii sohbat kaisii
Kuldeep Gauhar
Ghazal
laakh koshish se udaasii na chhupaa paataa huu.n
apne lahje se mai.n pahchaan liyaa jaataa huu.n
Shahid Ashraf
Ghazal
jo aap aa.e.n to aa.ngan me.n raushnii hogii
KHamoshiyo.n me.n mohabbat kii baa.nsurii hogii
Neelam Bhatti
Ghazal
hu.e hai.n dost jab ai yaar ham tum
kare.n kyuu.n baahamii takraar ham tum
Malika Afaq Zamani Begam
Ghazal
hu.e hai.n dost jab ai yaar ham tum
kare.n kyo.n baahamii takraar ham tum