SEARCH RESULTS
Showing search results for "اشک_سرخ"
Ghazal MATCHES FOR "اشک_سرخ"
Ghazal
dil andaruun-e-siina magar ho gayaa hai KHuun
nikle hai.n merii aa.ankho.n se jo ashk surKH ra.ng
Shah Aasim
Ghazal
bulbul ke ashk-e-surKH ne ye kyaa Gazab kiyaa
jo tiiliyaa.n qafas kii sabhii KHuu.n me.n ra.ngiyaa.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
phailii shamiim-e-yaar mire ashk-e-surKH se
dil ko Gazab fishaar hu.aa pech-o-taab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
jo ashk-e-surKH hai naama-nigaar hai dil kaa
sukuut-e-shab me.n likhe jaa rahe hai.n afsaane
Siraj Lakhnavi
Ghazal
Raza Azimabadi
Ghazal
is ashk-e-surKH o ruKH-e-zard se samajh le tuu
bayaan kyaa karuu.n KHud arz-e-haal apnaa huu.n
Joshish Azimabadi
Ghazal
biimaar-e-Gam hai soz-e-alam kaa phu.nkaa hu.aa
har qatra ashk-e-surKH kaa Dar hai sharar na ho
Bedil Azimabadi
Ghazal
daaGo.n se dil ke siina to hai rashk-e-laala-zaar
haa.n ashk-e-surKH tuu bhii to apnii bahaar kar
Meer Hasan
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
ek sard ja.ng hai ab mohabbate.n kahaa.n
TuuTte hu.e tilism phailtaa hu.aa dhu.aa.n
Asif Jamal
Ghazal
ik sard-ja.ng kaa hai asar mere KHuun me.n
ehsaas ho rahaa hai december kaa june me.n
Ghausiya Khan Sabeen
Ghazal
jis taraf dekho udhar ik sar-ba-sar baazaar hai
ghar bhii ik baazaar hai aur rahguzar baazaar hai