SEARCH RESULTS
Showing search results for "اصول"
Ghazal MATCHES FOR "اصول"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
mujh se chhu.Dvaa.e mire saare usuul us ne 'zafar'
kitnaa chaalaak thaa maaraa mujhe tanhaa kar ke
Zafar Iqbal
Ghazal
apnaa to chaahato.n me.n yahii ik usuul hai
teraa bhalaa-buraa hame.n sab kuchh qubuul hai
Wasi Shah
Ghazal
masto.n ke jo usuul hai.n un ko nibhaa ke pii
ik buu.nd bhii na kal ke liye tuu bachaa ke pii
Fayyaz Hashmi
Ghazal
tujhe jo zaKHm de tuu us ko phuul de 'daanaa'
yahii usuul-e-vafaa tere KHaandaan me.n hai
Abbas Dana
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
jahaa.n usuul KHataa me.n shumaar hote ho.n
vahaa.n vaqaar nahii.n sar bachaanaa chaahiye thaa
Shakeel Jamali
Ghazal
ham ne taaKHiir se siikhe hai.n mohabbat ke usuul
ham pe laazim hai, tiraa ishq dobaara kar le.n
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
Aqsa Faiz
Ghazal
hai hijr to kabaab na khaane se kyaa usuul
gar ishq hai to kyaa hame.n mar jaanaa chaahiye
Ameer Imam
Ghazal
agarche dost hai.n saare hii aas-paas magar
usuul ye hai ki tiir-o-kamaa.n sambhaal ke mil
Farhat Abbas Shah
Ghazal
mizaaj-e-vaqt se ta.ng aa chukaa hai meraa zamiir
mire usuul badal jaa.e.n to ajab bhii nahii.n
Iqbal Azeem
Ghazal
yahii usuul hai islaah-e-haal kaa 'az.har'
ki pur-KHuluus ho.n ham KHaamiyaa.n ginaate hu.e
Azhar Inayati
Ghazal
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
vahaa.n pe qaafile bhaTke.nge tai hai ye 'manzar'
jahaa.n usuul se KHaalii qayaadate.n ho.ngii