SEARCH RESULTS
Showing search results for "اغیار"
Ghazal MATCHES FOR "اغیار"
Ghazal
zo.af me.n taana-e-aGyaar kaa shikva kyaa hai
baat kuchh sar to nahii.n hai ki uThaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hai majma-e-aGyaar ki ha.ngaama-e-mahshar
kyaa sair mire diida-e-tar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
mahfil me.n tum aGyaar ko duz-diida nazar se
manzuur hai pinhaa.n na rahe raaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
gunjaa.ish-e-adaavat-e-aGyaar yak taraf
yaa.n dil me.n zo.af se havas-e-yaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
thii.n kamaane.n to haatho.n me.n aGyaar ke
tiir apno.n kii jaanib se aate rahe
Khumar Barabankavi
Ghazal
taaki ta.ana na mile ham ko tunuk-zarfii kaa
ham qadah saamne aGyaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aGyaar kaa shikva nahii.n is ahd-e-havas me.n
ik umr ke yaaro.n ne bhii dil to.D diyaa hai
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
dekhe jaate na the aa.nsuu mire jis se 'mohsin'
aaj ha.nste hu.e dekhaa use aGyaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
uThaa.o aa.nkh na sharmaa.o ye to mahfil hai
Gazab se jaanib-e-aGyaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
kyaa kahiye nasiibo.n ko ki aGyaar kaa shikva
sun sun ke vo chupkaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jo sohbat-e-aGyaar me.n is darja ho bebaak
us shoKH kii sab sharm-o-hayaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
qissa-e-saazish-e-aGyaar kahuu.n yaa na kahuu.n
shikva-e-yaar-e-tarah-daar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hai burii baat ye aGyaar se baate.n karnii
varna ai jaan tirii achchhii hai.n saarii baate.n