SEARCH RESULTS
Showing search results for "افضل"
Ghazal MATCHES FOR "افضل"
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
hamaare saa.ns bhii le kar na bach sake 'afzal'
ye KHaak-daan me.n dam to.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
hamaare KHuun ke pyaase pashemaanii se mar jaa.e.n
agar ham ek din apnii hii naadaanii se mar jaa.e.n
Afzal Khan
Ghazal
mere aa.ngan me.n hai vahshat kaa baseraa 'afzal'
mujh ko ghar ke dar-o-diivaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Ghazal
mire liye to hai sau baKHshisho.n kii ik baKHshish
qalam jo afsar-o-tabl-o-‘alam se hai afzal
Ahmad Faraz
Ghazal
shikast-e-zindagii vaise bhii maut hii hai naa
to sach bataa ye mulaaqaat aaKHirii hai naa
Afzal Khan
Ghazal
mai.n us se pyaas kaa shikva na kar sakaa 'afzal'
jo KHud hii tishna thaa vo mujh ko aab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
'afzal' aur qais ne qaanuun banaayaa hai ki ishq
duusrii baar bhii hotaa hai nahii.n bhii hotaa
Afzal Khan
Ghazal
us lamhe tishna-lab ret bhii paanii hotii hai
aa.ndhii chale to sahraa me.n tuGyaanii hotii hai
Afzal Khan
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
kal apne shahr kii bas me.n savaar hote hu.e
vo dekhtaa thaa mujhe ashk-baar hote hu.e
Afzal Khan
Ghazal
ek bhii sher guhar ban ke na chamkaa 'afzal'
kitne dariyaa-e-KHayaalaat kha.ngaale ham ne
Afzal Allahabadi
Ghazal
hijr me.n itnaa KHasaara to nahii.n ho saktaa
ek hii ishq dobaara to nahii.n ho saktaa
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
mujh se vo sag bhii hai afzal jise izzat ho nasiib
aastaan-e-haram-e-yaar pe darbaanii kii
Hasrat Mohani
Ghazal
to phir vo ishq ye naqd-o-nazar baraa.e-faroKHt
suKHan baraa.e-hunar hai hunar baraa.e-faroKHt
Afzal Khan
Ghazal
musaafiro.n ko vo raahe.n dikhaa.egaa 'afzal'
charaaG rakh do sar-e-rahguzar a.ndhere me.n
Afzal Allahabadi
Ghazal
thii miir-taqii-'miir' kii nauhagarii mash.huur
'afzal' kii sisaktii hu.ii aavaaz se pahle