SEARCH RESULTS
Showing search results for "انا_الحق"
Ghazal MATCHES FOR "انا_الحق"
Ghazal
siino.n me.n anal-haq kii chubhan dekh rahaa huu.n
ik silsila-e-daar-o-rasan dekh rahaa huu.n
Khizr Nagpuri
Ghazal
Pandit Tribhuvannath Zutshi Zar Dehlvi
Ghazal
shaKHsiyat jis kii anal-haq kii sazaa-vaar lage
har taraf us ke na kyo.n falsafa-e-daar lage
Shariq Jamal Nagpuri
Ghazal
detaa 'zaakir' sadaa anal-haq kii
gar zamii.n par kha.Daa nahii.n hotaa
Zakir Husain Husaini Zakir
Ghazal
kabhii bhii na mansuur kahte anal-haq
jo shaamil tumhaaraa ishaara na hotaa
Haji Shafiullah Shafi Bahraichi
Ghazal
anal-haq me.n buraa.ii kyaa hai vaa.iz
mohabbat me.n KHudaa kyaa kyaa nahii.n hai
Faheem Jogapuri
Ghazal
KHuddaar kii ban shakl alif haa.e anal-haq
nit chaahtii hai.n ik na.ii mansuur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
anal-haq hu.al-haq jo aayaa nazar
ye shoriida-sar KHud-numaa ho gayaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kar ke da.avaa kahii.n anal-haq kaa
bar-sar-e-daar vo khi.nchaa dekhaa