SEARCH RESULTS
Showing search results for "انظرؔ"
Ghazal MATCHES FOR "انظرؔ"
Ghazal
Ateeq Anzar
Ghazal
Ateeq Anzar
Ghazal
us imaarat kii chamak yuu.n rahii do-pal 'anzar'
dhuup me.n jaise ko.ii barf kaa Tuk.Daa chamkaa
Ateeq Anzar
Ghazal
Unknown
Ghazal
gauhar-e-ashk se KHaalii nahii.n aa.nkhe.n 'anvar'
yahii puu.njii to zamaane se bachaa rakkhii hai
Anwar Masood
Ghazal
aaKHirii baat mujhe yaad hai us kii 'anvar'
jaane vaale ko gale se na lagaa.uu.n apne
Anwar Masood
Ghazal
chiqe.n girii thii.n dariicho.n pe chaar suu 'anvar'
nazar jhukaa ke na chalte to aur kyaa karte
Anwar Masood
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
achchhaa hu.aa parkhaa nahii.n 'amabar' ko kisii ne
kyaa jaaniye kyaa shaKHs thaa kaisaa nikal aataa
Ambar Kharbanda
Ghazal
jab se tum chho.D ga.e mujh ko akelaa 'amabar'
shahr saaraa mujhe viiraan nazar aataa hai
Abhishek Kumar Amber
Ghazal
ab apnii zamii.n chaa.nd ke maanind hai 'anvar'
bole.n to kisii ko bhii sunaa.ii nahii.n detaa
Anwar Masood
Ghazal
bulaanaa hii nahii.n pa.Dtaa hai 'amabar'
ye Gam apnaa Thikaana jaante hai.n