SEARCH RESULTS
Showing search results for "انکر"
Ghazal MATCHES FOR "انکر"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
phuuTte hii ek ankur ne daraKHto.n se kahaa
aasmaa.n ik chaahiye mujh ko ki sar meraa bhii hai
Swapnil Tiwari
Ghazal
pathriilii dhartii hai ankur kyaa phuuTe.nge
be-shak baadal TuuT ke in par barsaa hogaa
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
kaatib-e-taqdiir Thahre aap ko rokegaa kaun
jo bhii ankur sar uThaa.e raa.egaa.n likh diijiye
Zafar Sahbai
Ghazal
Ankur Giri
Ghazal
Ankur Giri
Ghazal
Ankur Giri
Ghazal
na sochaa thaa tiraa Gam yuu.n hame.n majbuur kar degaa
ye apne aap se ik roz ham ko duur kar degaa
Ankur Giri
Ghazal
ko.ii fariyaad tire dil me.n dabii ho jaise
tuu ne aa.nkho.n se ko.ii baat kahii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
maane-e-iz.haar tum ko hai hayaa, ham ko adab
kuchh tumhaare dil ke andar kuchh hamaare dil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
mai.n bhii use khone kaa hunar siikh na paayaa
us ko bhii mujhe chho.D ke jaanaa nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
kyaa mil gayaa zamiir-e-hunar bech kar mujhe
itnaa ki sirf kaam chalaataa rahaa huu.n mai.n