SEARCH RESULTS
Showing search results for "باغبانی"
Ghazal MATCHES FOR "باغبانی"
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
laKHt-e-jigar se hai rag-e-har-KHaar shaaKH-e-gul
taa chand baaG-baani-e-sahraa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
ye doraahaa hai chalo tum ra.ng-o-buu kii khoj me.n
ham chale sahraa-e-dil kii baaGbaanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
aziizaan-e-vatan ko Guncha o barg o samar jaanaa
KHudaa ko baaGbaa.n aur qaum ko ham ne shajar jaanaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
qaanuun-e-baaG-baani-e-sahra kii sarnavisht
likkhii ga.ii to kyaa jo na likkhii ga.ii to kyaa
Iftikhar Arif
Ghazal
baaGbaanii me.n kaTii umr to saarii lekin
phuul ab tak na khilaa apne muqaddar vaalaa
Maqsood Aafaque
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
udaas logo.n ko kaun ha.nsnaa sikhaa rahaa hai
KHizaa.n ke mausam me.n baaGbaanii nahii.n chalegii
Ubaid Najibabadi
Ghazal
Akhtar Muslimi
Ghazal
gulaab rango.n ko zaa'fraanii nahii.n karuu.ngaa
mai.n aise paudo.n kii baaGbaanii nahii.n karuu.ngaa
Aadil Rahi
Ghazal
ek to dil shaa.iraana aur phir majruuh bhii
chain mujh ko aa.egaa bas baaGbaanii dekh kar