SEARCH RESULTS
Showing search results for "بر_آمد"
Ghazal MATCHES FOR "بر_آمد"
Ghazal
Duubne vaalaa hii thaa saahil baraamad kar liyaa
us ne bil-aaKHir hamaaraa dil baraamad kar liyaa
Nomaan Shauque
Ghazal
agar yuu.nhii mujhe rakkhaa gayaa akele me.n
baraamad aur ko.ii us makaan se hogaa
Abbas Tabish
Ghazal
khode.n pahaa.D aur baraamad ho sirf ghaas
misro.n ko is qadar bhii na uljhaanaa chaahiye
Ejaz Siddiqi
Ghazal
shaagird ke ab sher se hotaa hai baraamad
mazmuun bahut pahle jo ustaad ne baa.ndhaa
Farooq Engineer
Ghazal
ko.ii bhii fard baraamad hu.aa na bastii se
ajiib KHauf se KHaalii makaan bharne lage
Masood Ahmad
Ghazal
ko.ii bhii fard baraamad hu.aa na bastii se
ajiib KHauf se KHaalii makaan bharne lage
Masood Ahmad
Ghazal
vahii baraamad karuu.ngaa jo chiiz kaam kii hai
zabaa.n ke baatin se be-zabaanii nikaaltaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
vaa.n kaam to hote hai.n KHushaamad se baraamad
kyaa fikr kare.n ham ko samaajat nahii.n aatii
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
phir is ke baa'd baraamad na ho sakaa kuchh bhii
hamaare aa.nkh me.n jaltaa hu.aa diyaa to milaa
Abhinandan Pandey
Ghazal
is kaa bhii ko.ii faa.eda pahu.nchaa na kisii ko
aasaa.n jo baraamad kiyaa dushvaar se ham ne
Zafar Iqbal
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
kis tarah sulh kaa imkaan baraamad ho bhalaa
us ko sar nazr kare.n to vo sinaa.n bhejtaa hai
Usman Habib
Ghazal
ai ham-nazaro Thahro kyaa ho jo baraamad ho
har gosha-e-KHalvat se ik naqsh-e-KHayaal apnaa
Muhib Aarfi
Ghazal
Nawev Kiyani
Ghazal
fanaa-aahang shaayad saaz-e-hastii se baraamad ho
ki aatii hai sadaa taar-e-nafas se jhanjhanaane kii
Ahmad Mahfuz
Ghazal
kab KHudaa jaane vo KHalvat se baraamad ho.nge
mahfil-e-naaz abhii jalva-gah-e-aam nahii.n